AK at 1840 Okay bhai. AB bahar aake call krta hu
AT1838 KAR DIYA.. VO BAHAR AA GYE. HAIN.
Ak at 1835 Hi.....Call kr diya tha papa ko???.............Meri aadhi rihayi ho gayi hai .....Deputy Jailor wali 2nd bhi next 30 min me ho hi jayegi...........Aa gaye naa papa???
Ak at 1722 Phone kharab the is liye nahi kr paaya ...............Papa ko bol do ki 7 bje tk bahar aa jaye..........Me 7-7:30 tk bahar aa jauga
AT1630 call nhi lgaya abhi?
AT1524 hn karlo.. vo court se nikal gye aur
Ak at 1515 Aa gya bhai.......Sab thik hai ...........Chutuga me.........Me papa ko call krne bhi jaa rha hu..........unko bta deta hu thodi der se call krke.........
AT1458 10-15 min mein nikalne wala h parwana
AK at 1431 Jiase hi hath khade ho jaye and parwana nikal jaye wha se to bta dio me yha check kra ke confirm kr dunga....
Akash - Full address..... बी - 67/303 ब्रहमपुत्र एन्कलेव सिद्धार्थ विहार थाना - विजयनगर ,गाजियाबाद
AT14.08 mujhe correct full address bhej dena jail records mein jo hai vo parwane mein likhega
2.30 bje jamanati aa jayenge phir 10 min mein hi jayega kaam oeshkar keh rha
1322 teeno aa gyi. 3 bje jamanati aa jayenge.
AK at 1319 Okay........Unse puch loge kya ek baar ki kya huaa verification ka Vijay nagare and wave city thane ki............Okay
AT1248 yes he's moving MC8C+FXG Ghaziabad, Uttar Pradesh
Ak at 1240 Location movement kr rhi hai kya?????
AT1238 MC2H+FCH Ghaziabad, Uttar Pradesh
AK at 1225 Okay…..Abhi kya status hai lala?????? Kha hai papa??Location dekhna
AT1124 vijay nagar thane h papa abhj
Ak at 0616 Agar 05:30 PM bje tk parwana online (Mail/E-Prison portal) par upload ho jaye to same day rihayi ho jayegi.....fr chahe physical kabhi bhi aa jaye .....Koi dikkat nahi...........Rihayi ho jayegi................Or agar 05:30 bje ke bad aata hai to rihayi next day subah 7-8 bje tak hogi..................
Means Agar jail par physical yaa online kaise bhi 05:30 bje tk parwana aajaye to same day chhut jate hai....
AT1906 parwana kitne bje pahuvhne tak mail aane tak or physical pahuvhme tak rehayi usi din hoti h? or ye march se 15 sept tak 5.30pm hota or vaise kal wali date mein ye time kya hoga check karke btana zara
AT1840 ab kal koi dikkat mhi aani chahiye file puri dekh hi li thi unhoen jab aadhhar verifi ka bola tha
at1616 hn vo sab thik h ab detail m papa bata denge baad mein pehle sab ho jaye.. usme sarpanch ka pramanikaran lagwaya h
Ak at 1542 Okay......To matlab kal tk teeno verification pahuch jayegi hopefully..............
Mujhe sabse jyada tention Vijay Nagar wali ki lag rhi, kyuki Wha ab apn rhte nahi hai na................Baki papa ki baat ho gayi hai na Vijay nagar me bhi ki kal 10 bje bhej denge wo...................
abhi kiske yha the papa? btaya unhone??
AT1540 teeno ki ho gyi sahi ek ki aaj pahuch gyi kavi nagar.... vijay nagar wali bhi kal 10 bje aa jane ko bola or.. web city wale ne bola.h 110 pc kal pahuchwa denhe 11 bje se pehle or agar nhi aaye to aap mujhe call karna or aa jana tabhi or khud hi le jana vaise to vaha phuch hi jayegi kuchh bhi ho.
hn code dalke search karogi jo map ayega google search pe vahi point h.. hm. okay..
Ak at 1535 Rahn do screenshot.............Siddharth vihar chouki ki location hai..............hmmmm.........Papa ko call krke pucho lo ki kya chal rha hai........
exacg location ayegi ye code se vaise.. de rha ss
Screenshot dena jara........
AT1528 MC33+6GF Ghaziabad, Uttar Pradesh
Ak at 1508 Ab check krna bhai, Papa ki location kha dikh rahi hai........
Ak at 1313 Hn ye thane ki location hai.............Unka call aaye to btana jo bhi update ho.......ok
AT1319 nhi... ruko screenshot daal rha net nhi chak rha uoload nhi hi rhi... achhaa ok
Ak at 1309 Vijay Nagar Thana ????
AT1314 8-9 bje. location vijay nagar
Ak at 1308 Kab baat hui thi papa se??? And abhi kha hai papa ??? (Location check krna)
AT1310 hn hui thi vahi keh rhe the ab tak tak to pahuch hi jayega keh rhe the ki 9.45 pe aa jana sign kawake turant bhejwa denge sath mein idhar se...
Ak at 1250….Papa se kuch baat hui kya aaj????????? And abhi kha hai papa location check krna…….
AT0657 kavi nagar, web city, vijay nagar... hnn
AK at 0619 Lala, Vaise tumhe pta hai kya, Papa kal koun se teen thane me jane ki kah rhe the............Matlab 2 jamanti+1 mere wale thena (Vijaynagar) me bhi veriification ho rhi hai kya dubara?????
Ak at 1900 Hmm Or sab thik hai ghar par????????
Ak at 1807 ………..Papa se bolo ki ab lag-bhag sabke bail order me aisa hi likha aa rha hai to usme STY ki koi galti nahi hai……………Highcourt apni side se de hii rha hai sabke order me…………………Wo to sukar hai mammi and papa ke order me nahi aaya tha……..
AT1752 ab papa hamse keh rhe call akro sty ko or puchho bail order mein ye sab kaise aaya extra ab
Ak at 1626 .......Okay...Papa se tumne kah dii na ki aaram se ho jane do jyada tention naa le............Bus followup lele kal, teeno thane se......Jyada Preshan naa ho........Parso parwana aa jayega koi baat nahi....
AT1628 thane teeno ho aye hain papa kal sab pahucha denge verification or ek h vo keh rha sham tak pahucha payega kyuki jiske sign udhar honge vo late tak ayega sham ko to papa keh rhe ki parso 10 bje tak teeno pahuch jayengi.
Ak at 1545 Abhi bhi sundar ke yha par hi dikh rhi hai papa ki location, dekhna ???
Ak at 1425 Jab papa se baat to btana kya kah rhe papa (Thane gaye honge uske bare me) Baki unko bolna ki relax raho ab jo time lag rha hai lagne do............Koshish to kar hi rhe hai.......
Ak at 1419 Okay..........Koi baat nahi..............Unse baat ho to bolna ki preshan mat ho jyada......Jo time lag rha hai lg jane do.........
hn bol to rhe the ab 1-2 din lgege to lagege hi. hmmm.
Ak at 1422 Okay.......Mujhe lag rha shayad wo ghar aa gaye aaj kaam nahi bna.......Nahi jamantiyo ke verify ho rhe hai to Kavi nagar hi hoga........
Ak at 1420 Accha......Sundar ke yha matlab Sundar ke ghar yaa fr Sundar ki chouki/thane par?????
sundar ke ghar... or confirm nhi konse thane mein h lekin sayad usi thane m keh rhe the jismein suddharth vihar address verify hone gya tha
abhi sundar ke yha aane ka notifi aaya
Ak at 1410 Papa ki location check krna jara kha ki dikha rhi hai abhi.....????? And shayad ye kavi nagar thane me gayi hai na verification.........
AT1246 papa ja rhe ab thane. number h hi udhar ke papa pe.. to aaj hi udhar se karwake nikalwa lenge vo... jaldi ho jaye to thik h vrna sham tak ho hi jayenge.
AT1219 call aya tha abhi, keh rhe ki "kuchh samjh nhi aa rha.. ye bol rhe vo ki thane se aayegi abhiaayi hi nhi h verification aahdar or number wali.. papa ne call karwaya police station to vo keh rhe ki ek or vo thane gyi h vaha se ayegi vaha se nhi aayi abhi... to pata nhi ab udhar or paisa mangenge kitne der mein kare or aaj kar payenge ki nhi pta nhimm ab 2-3 din lagein to lagenge ki abhi to kuchh kaisa samjh nhi aa rha"
Ak at 1212 Okay…Agar papa ka koi call bagerah naa aaye 2 bje tak to call kr lio 2 bje ke around…..
AT1215 call to nhi kara abhi unhone. peshkar be 3 bje tak aane ka bola tha to abhi 1- 1.5 ghante mein laga ke puchh lu kya?? or message or daal diya maine papa ko dekh lein sayad
Ak at 1156 HI Lala, Papa se kuch baat hui kya ??????...............Court wale pairogar se jamantiyo ke aadhar ki verification se related koi update mila kya ???
AT1025 court pahuch gye papa
AK at 0619 Nahi uski koi dikkat nahi hogi..........Wo karanveer ne court me bahas krke shorted kra liya hai (Karanveer ne bola hai court me judge ke samne ki me apni responsibility par release krana chahta hu and agar required hai to 30 days ke anadar hometown ka address verify krake submit kra denge and tb tk ke apna vakalatnama lga deta hu court me)...........
Ab bus jamantiyo ka aadhar verification pending tha jo aaj ho jaye hopefully............
AT1917 tumhara aadhaar address ko gaon wala h na ab???? ye saale koi dikkat na kar dein
AT1730 hn tumhara to parso hi bheja tha unko maine aur main call kar lumga sham ko.
AK at 1708 Suno lala, tum mere highcourt ke bail order me point number 9,10 Pado usme bhi clear likha hai meri bhi identity and residence proof ki verification hogi and Jamantiyo ke sath sath mera bhi mobile number+aadhar card ka verification krna pdega trail court ko parwana release krne se phle................Isliye ye sab ho rha hai...............Papa se baat krna to unko btana ye sab and ye bhi puchna ki mera aadhar card and mobile number bhi manga tha kya court me verification ke liye........
AT1609 keh rhe haath bhi khade ho gye the lekin sign nhi karwaye aaj to kab phir aana padega or docuemnts saare ho gue hain padwana bhi ban gya tha. kal vo thane se court ka hi peshkar aadhar card verify kara lega keh rha tha or 3 bje aa jana aap sign karne or parwana nikal denge... ab kal to problem nhi honi chahiye vrna aaj hi bata deta.
AT1540 NHI AAJ NHI HO PAYE KAL BHI LANA PADEGA UNHE KEH RHE THE
Ak at 1526 Okay .Or ye bhi puch lena ki jamantiyo ke hath khade ho paye hai yaa nahi aaj……………And jamantiyo ko kal fr se anaa pdega kya????
AT1528 jamanati ki aadhar or number ke verification honge ab keh rhe uske vajah se parwana ab kal hi ja payega naya rule nikala h inhone abhi.. or 15 min mein call karemge abhi papa phir se tab or puchh lunga ki verification or thane wali ko document sab ho gye aaj ya nhi.
Ak at 1523 Location check krna papa ki ……….Court ki hi hai……………Yha fr tum pawan baba ko call krke puch lo……….Wo bhi court me hi honge shayd
Ak at 1458 Okay..........
AT1443 lagaya h. utha nhi abhi. vapas aayega to batata hu
Ak at 1432 Any update????? Phone lga ke puch lo bhai
AK at 1326 OKay...Jaise hi kuch or update mile to btana bhai
Ak at 1325 Okay..........Jamanti pahuch gaye court ?????
AT1329 aaya call vapas.. pradhan ji ki baat bol rhe abhi vo.
location bahut der se court mein h udhar pahuch gye the to notification aa gya tha.
jo verification h flat wali jo thane se aa rhi thi vo cojrt mein pahuch gya jo leke aa rha tha.. phir papa ko call karke keh rha abhi ki 500 rs or de do.. to papa ne kaha hn bhai aa jao...to aa rha vo dene papa ko abhi.
Ak at 1325 OKay...Koi bat nahi..........Jaise hi return aaye btana...........Unki location check krke btao jara??? Kha ki dikh rhi hai??????
ABHI LAGA RHA PHONE UNKO. call uth nhi rha papa ka
AT1323 m galti se ho gya tha sorry.............
AK at 1312 ???????????????????
Ak at 1252 Lala ?????????????????
AK at 1137 Okay…….Ab latest status kya hai lala ????? Means papa and wo verification court pahuch gaye and Jamanti aa rhe hai na hath khade hone ke liye??????...............Me papa ko call nahi kr paaya kyuki jail ke phone ka network down chal rha hai abhi............
Ek or imp msg pahuchwana hai Pradhan ji ki wife ko ki "Aaj pradhan ji ki Kadkadduma Court, Delhi ki peshi aa gayi hai to Cheeku (Pradhan ji ka bhanja) and Arjun unse jaake court me mil le.............Aisa pradhan ji ki wife Archana ko bolna hai.........
AT1044 thane se nikal gyi h vo or papa bhi nikal hi rhe thane se thodi der mein
Ak at 0642 Okay bhai.........Bas hopefully aaj kaam ho jaye yrrr............Me 11 bje ke around papa ko call kruga ............Agar papa tumhe uske baad kuch btaye to turant msg drop kr dena...
AT0627 HN SAB THIK H GHAR
AK at 0614 Okay......Thik hai............Wha ghar par sab thik hai....